Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga

Dard E Dil Poems

Unka daaman humare daaman se is kadar judda hoga,
hum rhe chahe kitna bhi door par dil tumhare paas hoga,
khwab na aaye tujhe bewafaai karne ka,
warna mera daaman mere aansuo se bhiga hoga…..