Mera har lamha



Mera har lamha chura liya aapne,
Aankhon ko ek chand dikha diya aapne,
Hamein zindagi di kisi aur ne,
Par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne…