Itna kuch khoya ki


Itna kuch khoya ki hume pana nahi aaya,
Pyar kiya to phir jatana nahi aaya...
Aa gaye is dil mein pehli hi nazar mein woh,
Kasoor unka nahi humara tha
jo unke dil me samana nahi aaya......!